Em D C
Sāre jahān kā bādshāh
Em D Am
Hai mujh meṅ ākar bas gayā
Em D C
Shān aur shaukat se tū bharā
Em D Am
Ḳhud jaisā mujhko hai kiyā
C D Em
Hai hāzir, hai hāzir
Am D G
Merī kahānī meṅ tū hai hāzir
C D Em
Hai hāzir, hai hāzir
Am D G
Merī kahānī meṅ tū hai hāzir
Em D C
Mere hisse meṅ thī sazā
Em D Am
Tū ne le lī merī jagah
Em D C D
Yīshu aisī terī wafā
Am Bm C
Ki tū ne sab kuchh sèh liyā
C D Em
Hai hāzir, hai hāzir…
Am G/B
Sāre hālātōṅ meṅ, sāre lamhōṅ meṅ
G D
Sāre jazbātōṅ meṅ tū hāzir hai
Am G/B
Sheroṅ kī māṅd meṅ yā, bhaṛaktī āg meṅ bhī
G
Har imtihān meṅ tū hāzir hai
C D Em
Hai hāzir, hai hāzir…
C D Em
Maiṅ hāzir, maiṅ hāzir
Am D G
Terī kahānī meṅ maiṅ hūṅ hāzir
C D Em
Hai hāzir, hai hāzir
Am D G
Terī kahānī meṅ hūṅ maiṅ hāzir
इन भाषाओं में देखिए:
हाज़िर
सारे जहान का बादशाह है मुझ में आकर बस गया शान और शौकत से तू भरा ख़ुद जैसा मुझको है किया है हाज़िर, है हाज़िर मेरी कहानी में तू है हाज़िर मेरे हिस्से में थी सज़ा तू ने ले ली मेरी जगह यीशु ऐसी तेरी वफ़ा कि तू ने सब कुछ सह लिया है हाज़िर, है हाज़िर... सारे हालातों में, सारे लम्हातों में सारे जज़्बातों में तू हाज़िर है शेरों की माँद में या, भड़कती आग में भी हर इम्तिहान में तू हाज़िर है है हाज़िर, है हाज़िर... मैं हाज़िर, मैं हाज़िर तेरी कहानी में मैं हूँ हाज़िर है हाज़िर, है हाज़िर तेरी कहानी में हूँ मैं हाज़िर