A#m F# G#7 A#m
Nāsarī ke siwā maiṅ to kuchh bhī nahīṅ
F A#m F# A#m
Hoke usse judā maiṅ to kuchh bhī nahīṅ
F A#m G#7 A#m
Hoke usse judā maiṅ to kuchh bhī nahīṅ
A#m G#
Uskī rāhoṅ pe chaltā rahūṅ umrbhar
F# F A#m
Bīt jāe yoṅhī ziṅdagī kā safar
A#m F# G#7 A#m
Fazl kar tū atā maiṅ to kuchh bhī nahīṅ
F A#m G#7 A#m
Hoke usse judā maiṅ to kuchh bhī nahīṅ…
A#m G#
Uskā rasta agarche baṛā taṅg hai
F# F A#m
Har qadam pe magar vo mere saṅg hai
A#m F# G#7 A#m
Vo merā rahnumā maiṅ to kuchh bhī nahīṅ
F A#m G#7 A#m
Hoke usse judā maiṅ to kuchh bhī nahīṅ…
A#m G#
Ḳhāk hūṅ ḳhāk meṅ lauṭnā hai mujhe
F# F A#m
Ye badan kā watan chhoṛnā hai mujhe
A#m F# G#7 A#m
Vo ṭhikānā merā maiṅ to kuchh bhī nahīṅ
F A#m G#7 A#m
Hoke usse judā maiṅ to kuchh bhī nahīṅ…
اِن زبانوں میں دیکھئے:
ناصری کے سِوا
ناصری کے سِوا مَیں تو کچھ بھی نہیں
ہوکے اُس سے جُدا مَیں تو کچھ بھی نہیں
اُسکی راہوں پہ چلتا رہُوں عُمربھر
بِیت جائے یُوں ہی زندگی کا سفر
فضل کر تُو عطا مَیں تو کچھ بھی نہیں
ہوکے اُس سے جُدا میں تو کچھ بھی نہیں
خاک ہُوں خاک میں لَوٹنا ہے مجھے
یہ بدن کا وطن چھوڑنا ہے مجھے
وہ ٹِھکانا میرا مَیں تو کچھ بھی نہیں
ہوکے اُس سے جُدا میں تو کچھ بھی نہیں
اُسکا رستہ اگرچہ بڑا تنگ ہے
ہر قدم پہ مگر وہ میرے سنگ ہے
وہ میرا رہنما مَیں تو کچھ بھی نہیں
ہوکے اُس سے جُدا میں تو کچھ بھی نہیں