D#m
Kaffāra merā tū hī hai
C#
Sahārā merā tū hī hai
D#m C# B
Maiṅ terī rāhoṅ par chaltā rahūṅ
C# D#m D#m C# B D#m
Mere Ḳhudā Mere Ḳhudā mere Ḳhudā
D#m C# B D#m
Mere Ḳhudā mere Ḳhudā
D#m C#
Fidya mere pāpoṅ kā tū
C# D#m
Chhipne kī tū hī jagah
D#m C#
Rāhoṅ kī tū hai raushanī
C# D#m
Rūh jān badan kī shifā
D#m
Masah se mujhe bhar de tū
C#
Lahū se mujhe dho de tū
D#m C# B C# D#m
Maiṅ terī rāhoṅ par chaltā rahūṅ – mere Ḳhudā…
D#m C#
Tere sivā koī nahīṅ
C# D#m
Zaḳhmoṅ ko jo bhar sake
D#m C#
Apne paroṅ meṅ tū chhipā
C# D#m
Bāṅhoṅ meṅ le le mujhe
D#m
Tasallī terī bātoṅ meṅ
C#
Tere hī chhide hāthoṅ meṅ
D#m C# B C# D#m
Maiṅ terī rāhoṅ par chaltā rahūṅ – mere Ḳhudā…
اِن زبانوں میں دیکھئے:
کفّارہ میرا تُو ہی ہے
کفارہ میرا تُو ہی ہے سہارا میرا تُو ہی ہے
مَیں تیری راہوں پر چلتا رہوں میرے خُدا
میرے خُدا۔۔۔
فِدیہ میرے پاپوں کا تُو چھپنے کی تُو ہی جگہ
راہوں کی تُو ہے روشنی روح جان بدن کی شفا
مسح سے مجھے بھر دے تُو لہو سے مجھے دھو دے تُو
مَیں تیری راہوں پر چلتا رہوں میرے خُدا
تیرے سِوا کوئی نہیں زخموں کو جو بھر سکے
اپنے پروں میں تُو چھپا بانہوں میں لے لے مجھے
تسلّی تیری باتوں میں تیرے ہی چِھدے ہاتھوں میں
مَیں تیری راہوں پر چلتا رہوں میرے خُدا