Dm C Am Dm
Jo log Masīhā par īmān rakhte haiṅ
F/Dm7 Dm C Dm
Bhūkhe pyāse hargiz vo kabhī na rèhte haiṅ
Dm C/Am7 Am Dm
Vo bharosā nahīṅ rakhte ghoṛoṅ aur rathoṅ par
Dm (F) C Dm
Jo Yesū Masīhā par āṅkhoṅ ko lagāte haiṅ
Dm C/Am7 Am Dm
Unkī āshāoṅ ko vo pūrī kartā hai
Dm7 (F) C Dm
Jo apnī sūlī ko ḳhud āp uṭhāte haiṅ
Dm C/Am7 Am Dm
Vo tāj jalālī bhī unko pèhnātā hai
Dm7 (F) C Dm
Jo naqsh-e-Masīhā par har roz chalte haiṅ
इन भाषाओं में देखिए:
जो लोग मसीहा पर
जो लोग मसीहा पर ईमान रखते हैं
भूखे प्यासे हरगिज़ वो कभी न रहते हैं
वो भरोसा नहीं रखते घोड़ों और रथों पर
जो येसू मसीहा पर आँखों को लगाते हैं
उनकी आशाओं को वो पूरी करता है
जो अपनी सूली को ख़ुद आप उठाते हैं
वो ताज जलाली भी उनको पहनाता है
जो नक़्श-ए-मसीहा पर हर रोज़ चलते हैं