D# A# G# D#
Tū ne dil se kabhī apnā mujhe mānā hī nahīṅ
Cm G# Fm7 A#
Mere zaḳhmoṅ meṅ chhupe pyār ko jānā hī nahīṅ
D# G# A# D#
Kitne gèhre haiṅ nishāṅ hāthoṅ meṅ meḳhoṅ vāle
D# Fm7 A# Gm D#
Kitne gèhre haiṅ nishāṅ hāthoṅ meṅ meḳhoṅ vāle
Cm G# A# Gm A#
Kitne gèhre haiṅ nishāṅ hāthoṅ meṅ meḳhoṅ vāle
D# A# D#
Ye to sūrat hai terī, tū pèhchānā hī nahīṅ
Cm Fm Gm D#
Ye to sūrat hai terī, tū pèhchānā hī nahīṅ
D# G# A# D#
Dūr bhāgegā tū kab tak mujhko ṭhukrāegā
D# Fm7 A# Gm D#
Dūr bhāgegā tū kab tak mujhko ṭhukrāegā
Cm G# Fm Gm A#
Dūr bhāgegā tū kab tak mujhko ṭhukrāegā
D# A# D#
Bīt lamha jo gayā, lauṭ ke ānā hī nahīṅ
Gm Cm Fm Gm D#
Bīt lamha jo gayā, lauṭ ke ānā hī nahīṅ
D# G# A# D#
Aisī ta’zīm faqat hoṅṭhoṅ se jo kāfī nahīṅ
D# Fm7 A# Gm D#
Aisī ta’zīm faqat hoṅṭhoṅ se jo kāfī nahīṅ
Cm G# Fm7 Gm A#
Aisī ta’zīm faqat hoṅṭhoṅ se jo kāfī nahīṅ
D# A# D#
Tū ne ye dil jab Masīhā se lagānā hī nahīṅ
Cm Fm Gm D#
Tū ne ye dil jab Masīhā se lagānā hī nahīṅ
इन भाषाओं में देखिए:
तू ने दिल से
तू ने दिल से कभी अपना मुझे माना ही नहीं मेरे ज़ख़्मों में छुपे प्यार को जाना ही नहीं कितने गहरे हैं निशाँ हाथों में मेख़ों वाले ये तो सूरत है तेरी, तू पहचाना ही नहीं दूर भागेगा तू कब तक मुझको ठुकराएगा बीत लम्हा जो गया, लौट के आना ही नहीं ऐसी ताज़ीम1 फ़क़त होंठों से जो काफ़ी नहीं तू ने ये दिल जब मसीहा से लगाना ही नहीं
- त’ज़ीम : स्तुति, आदर, सम्मान ↩︎