D Dsus4
Narāzgī meṅ kare tū derī
D G/Dsus4
Pyār se ḍhāṅke merī ġaltiyāṅ
D Gmaj7
Rakhe mujhko apne paṅkhoṅ tale
D G
Har āṅdhī meṅ, har tūfāṅ meṅ
Bm A G D
Jaisā bhī maiṅ thā mujhe apnā liyā
Bm A G A
Tū hī hai merā sahāyak pitā
D Em7
Terī dayā kabhī kam na hogī
Bm A F#m7
Terī dayā kabhī kam na hogī
D G
Terī dayā kabhī kam na hogī
Bm7 A D
Terī dayā, dayā kabhī kam na hogī
D Gmaj7
Rakhtā na tū mere pāpoṅ kā hisāb
D G D
Anjān thā tujhse tab bhī kiyā tū ne pyār
D Gmaj7
Merā hriday tū ne hai kholā
D G
Gunāhoṅ meṅ mujhe kabhī na tolā
Bm A G D
Jaisā bhī maiṅ thā mujhe apnā liyā…
इन भाषाओं में देखिए:
तेरी दया
नाराज़गी में करे तू देरी प्यार से ढाँके मेरी ग़लतियाँ रखे मुझको अपने पंखों तले हर आँधी में, हर तूफ़ाँ में जैसा भी मैं था मुझे अपना लिया तू ही है मेरा सहायक पिता तेरी दया कभी कम न होगी तेरी दया... रखता न तू मेरे पापों का हिसाब अनजान था तुझसे तब भी किया तू ने प्यार मेरा हृदय तू ने है खोला गुनाहों में मुझे कभी न तोला जैसा भी मैं था...