G# F# G#
Pahāṛoṅ pe haṅste haiṅ Masihā ke dīwāne
G# F# G#
Pahāṛoṅ se kèhte haiṅ Masihā ke parwāne
G#
Yesū nām meṅ ukhaṛo kalām se ukhaṛo
F#
Bīmārī ke, lāchārī ke, nādārī ke pahāṛo
G#
Ukhaṛo! Ukhaṛo! Ukhaṛo!
G#
Un chīzoṅ ko bulāte haiṅ jo nahīṅ ke jaise haiṅ
F# G#
Nā-ummīdī kī hālat meṅ īmān lāte haiṅ
G#
Un chīzoṅ ko bulāte haiṅ jo nahīṅ ke jaise haiṅ
G#
Nā-ummīdī kī hālat meṅ īmān lāte haiṅ
G#
Ye na zor se hai aur na tāqat se hai
F#
Pāk Rūh kī quwwat se kèhte haiṅ
G#
Ukhaṛo! Ukhaṛo! Ukhaṛo!
G#
Īmān meṅ mazbūt haiṅ tamjīd karte haiṅ
F# G#
Ḳhudāwand ke wādoṅ pe shak na karte haiṅ
G#
Īmān meṅ mazbūt haiṅ tamjīd karte haiṅ
G#
Ḳhudāwand ke wādoṅ pe shak na karte haiṅ
G#
Vo lahū se dhuleṅ aur masah se bhareṅ
F#
Pāk Rūh kī quwwat se kèhte haiṅ
G#
Ukhaṛo! Ukhaṛo! Ukhaṛo!
G#
Mazbūt haiṅ, pur-zor haiṅ be-dil na hote haiṅ
F# G#
Ḳhudā ke beṭe beṭiyāṅ shahzor hote haiṅ
G#
Mazbūt haiṅ, pur-zor haiṅ be-dil na hote haiṅ
G#
Ḳhudā ke beṭe beṭiyāṅ shahzor hote haiṅ
G#
Vo īmān se bhareṅ aur chaṭṭān par khaṛeṅ
F#
Pāk Rūh kī quwwat se kèhte haiṅ
G#
Ukhaṛo! Ukhaṛo! Ukhaṛo!
इन भाषाओं में देखिए:
पहाड़ों पे हँसते हैं
पहाड़ों पे हँसते हैं मसीहा के दीवाने
पहाड़ों से कहते हैं मसीहा के परवाने
येसू नाम में उखड़ो कलाम से उखड़ो
बीमारी के, लाचारी के, नादारी के पहाड़ो
उखड़ो! उखड़ो! उखड़ो!
उन चीज़ों को बुलाते हैं
जो नहीं के जैसे हैं
नाउम्मीदी1 की हालत में ईमान लाते हैं
ये न ज़ोर से है और न ताक़त से है
पाक रूह की क़ुव्वत से कहते हैं
उखड़ो! उखड़ो! उखड़ो!
ईमान में मज़बूत हैं तमजीद करते हैं
ख़ुदावंद के वादों पे शक न करते हैं
वो लहू से धुलें और मसह से भरें
पाक रूह की क़ुव्वत से कहते हैं
उखड़ो! उखड़ो! उखड़ो!
मज़बूत हैं, पुरज़ोर2 हैं बेदिल न होते हैं
ख़ुदा के बेटे बेटियाँ शहज़ोर3 होते हैं
वो ईमान से भरें और चट्टान पर खड़ें
पाक रूह की क़ुव्वत से कहते हैं
उखड़ो! उखड़ो! उखड़ो!
- नाउम्मीदी : आशा का अभाव, निराशा, उम्मीद खो देने की अवस्था ↩︎
- पुरज़ोर : बलवान, ताक़तवर, ज़ोर से भरपूर ↩︎
- शहज़ोर : अत्यन्त बलवान, शक्तिशाली ↩︎