F A# C F
Merī rūh Ḳhudā kī pyāsī hai merī rūh
F Dm A#
Jaise hirnī pānī ke nāloṅ ko tarastī hai
C F
Merī rūh… merī rūh Ḳhudā kī pyāsī…
F A# F A#
Rāt aur din āṅsū bèhte haiṅ, dunyā vāle sab kèhte haiṅ
C F
Hai kaun kahāṅ hai terā Ḳhudā
F A# F A#
Kyoṅ hai itnā bechain ye dil, kyoṅ jān ye girtī jātī hai
C F
Hogā kis din dīdār terā
F C
Kab hogā milnā rūbarū merī rūh…
F A# F A#
Yardan kī zamīn se gāūṅgā, koh-e-misġār se gāūṅgā
C F
Gèhrāo se gèhrāo tak
F A# F A#
Rāt aur din hogā terā karam, maiṅ gīt du'ā ke gāūṅgā
C F
Vo mujh pe kare apnī rèhmat
F C
Hai merī bas ye ārzū merī rūh…
F A# F A#
Dushman kī malāmat tīr sī hai, kyoṅ uske zulm kā sog karūṅ
C F
Chaṭṭān hai merī merā Ḳhudā
F A# F A#
Vo mujh se har dam kèhte haiṅ, hai kaun kahāṅ hai terā Ḳhudā
C F
Hogā kis din dīdār terā
F C
Mere ṭūṭe dil kī ās hai tū merī rūh…
इन भाषाओं में देखिए:
मेरी रूह ख़ुदा की प्यासी
मेरी रूह ख़ुदा की प्यासी है मेरी रूह
जैसे हिरणी पानी के नालों को तरसती है मेरी रूह
रात और दिन आँसू बहते हैं दुनिया वाले सब कहते हैं
है कौन कहाँ है तेरा ख़ुदा
क्यों है इतना बेचैन ये दिल क्यों जान ये गिरती जाती है
होगा किस दिन दीदार तेरा
कब होगा मिलना रूबरू मेरी रूह
यरदन की ज़मीन से गाऊँगा
कोह-ए-मिसग़ार से गाऊँगा
गहराव से गहराव तक
रात और दिन होगा तेरा करम मैं गीत दुआ के गाऊँगा
वो मुझ पे करे अपनी रहमत
है मेरी बस ये आरज़ू मेरी रूह
दुश्मन की मलामत तीर सी है
क्यों उसके ज़ुल्म का सोग करूँ चट्टान है मेरी मेरा ख़ुदा
वो मुझ से हर दम कहते हैं है कौन कहाँ है तेरा ख़ुदा
होगा किस दिन दीदार तेरा
मेरे टूटे दिल की आस है तू मेरी रूह