Fm C# Fm
Yesū nām milā, Yesū nām milā
D# Cm
Merā jīvan saṅvar gayā
C# D# Fm
Merā jīvan saṅvar gayā
Fm A#m
Tū ne lahū ke qatroṅ ko
D# Fm
Mere liye bahā diyā
Fm A#m
Tū ne jāṅ badan dekar
D# Fm
Yesū mujhko bachā liyā
Fm C#
Tere lahū se tere lahū se
Fm
Yesū ke lahū se Masīh ke lahū se
D# Cm
Merā jīvan saṅvar gayā
C# D# Fm
Merā jīvan saṅvar gayā
Fm A#m
Terā nām jo letā hai
D# Fm
Vo zindagī pātā hai
Fm A#m
Terī rāhoṅ pe chal kar
D# Fm
Rūh inām meṅ pātā hai
Fm C#
Tere Rūh se tere Rūh se
Fm
Ḳhuda ke Rūh se tere Rūh se
D# Cm
Merā jīvan saṅvar gayā
C# D# Fm
Merā jīvan saṅvar gayā
Fm A#m
Yesū terī huzūrī meṅ
D# Fm
Qudrat aur jalāl hai
Fm A#m
Yesū tere hī hāthoṅ meṅ
D# Fm
Mojizāt kamāl haiṅ
Fm C#
Tere chhūne se tere chhūne se
Fm
Masīh ke chhūne se Ḳhudā ke chhūne se
D# Cm
Merā jīvan saṅvar gayā
C# D# Fm
Merā jīvan saṅvar gayā
Fm A#m
Yesū mere jīvan kā
D# Fm
Ab tū hī sahārā hai
Fm A#m
Merī jīvan kī kashtī kā
D# Fm
Yesū tū hī kināra hai
Fm C#
Yesū tū milā hāṅ mujhe tū milā
Fm
Hāṅ mujhe tū milā Yesū tū milā
D# Cm
Merā jīvan saṅvar gayā
C# D# Fm
Merā jīvan saṅvar gayā
इन भाषाओं में देखिए:
येसू नाम मिला
येसू नाम मिला, येसू नाम मिला मेरा जीवन संवर गया तू ने लहू के क़तरों को मेरे लिए बहा दिया1 तू ने जाँ बदन देकर येसू मुझको बचा लिया तेरे लहू से तेरे लहू से येसू के लहू से मसीह के लहू से मेरा जीवन संवर गया... तेरा नाम जो लेता है वो ज़िंदगी पाता है तेरी राहों पे चल कर रूह इनाम में पाता है तेरे रूह से तेरे रूह से ख़ुदा के रूह से तेरे रूह से मेरा जीवन संवर गया... येसू तेरी हुज़ूरी में क़ुदरत और जलाल है येसू तेरे ही हाथों में मोजिज़ात कमाल हैं तेरे छूने से तेरे छूने से मसीह के छूने से ख़ुदा के छूने से मेरा जीवन संवर गया... येसू मेरे जीवन का अब तू ही सहारा है मेरी जीवन की कश्ती का येसू तू ही किनारा है येसू तू मिला हाँ मुझे तू मिला हाँ मुझे तू मिला येसू तू मिला मेरा जीवन संवर गया...
- (सही व्याकरण): तू ने लहू के क़तरे मेरे लिए बहा दिए ↩︎