D#m C#
Yahowāh! Yahowāh! Yahowāh! Yahowāh!
C# D#m
Yahowāh! Yahowāh! Yahowāh! Yahowāh!
D#m G#m C# D#m
Yahowāh zinda Ḳhudā vo hamārā Bādshāh
G# A# D#m
Jo Masīh meṅ mujassam hūā
D#m A# D#m
Yahowāh! Yahowāh! Yahowāh!
D#m A# F# D#m
Yahowāh Shāmā bhī tū jo rèhtā sāth sāth
D#m A# F# D#m
Yahowāh Rā'ā bhī tū merā chaupān sāth sāth
G#m F#
Jo bhī māṅgeṅge vohī mil jāegā
C# D#m
Jo bhī ḍhūṅḍheṅge vohī pāeṅge
G# A# D#m
Khaṭkhaṭāeṅ to khul jāegā
D#m A# D#m
Yahowāh! Yahowāh! Yahowāh!
D#m A# F# D#m
Hai pāk Yahowāh Nissī tū jhaṅḍā qaum kā
D#m A# F# D#m
Hai pāk Yahowāh Rāfā tū shāfī qaum kā
G#m F#
Tere pīchhe chaleṅ aur shak na kareṅ
C# D#m
Balki rakheṅ īmān ai Masīh mehrbān
G# A# D#m
Jo bhī chāheṅ vo ho jāegā
D#m A# D#m
Yahowāh! Yahowāh! Yahowāh!
D#m A# F# D#m
Tū hai Yahowāh Yarī jo muhayyā kartā hai
D#m A# F# D#m
Tū hai Yahowāh shālom jo tasallī detā hai
G#m F#
Tū ne beṭā diyā sabko mu'āf kiyā
C# D#m
Nayā janm diyā Rūh se bhar diyā
G# A# D#m
Āj shaitān jhuk jāegā
D#m A# D#m
Yahowāh! Yahowāh! Yahowāh!
View lyrics in:
Yahowāh zinda Ḳhudā
Yahowāh! Yahowāh!
Yahowāh! Yahowāh!
Yahowāh zinda Ḳhudā
Vo hamārā Bādshāh
Jo Masīh meṅ mujassam1 huā
Yahowāh Shāmā bhī tū
Jo rèhtā sāth sāth
Yahowāh Rā'ā bhī tū
Merā chaupān sāth sāth
Jo bhī māṅgeṅge vohī mil jāegā
Jo bhī ḍhūṅḍheṅge vohī pāeṅge
Khaṭkhaṭāeṅ to khul jāegā
Hai pāk Yahowāh Nissī
Tū jhaṇḍā qaum kā
Hai pāk Yahowāh Rāfā tū shāfī qaum kā
Tere pīchhe chaleṅ aur shak na kareṅ
Balki rakheṅ īmān ai Masīh mehrbān
Jo bhī chāheṅ vo ho jāegā
Tū hai Yahowāh Yarī
Jo muhayyā2 kartā hai
Tū hai Yahowāh Shālom
Jo tasallī detā hai
Tū ne beṭā diyā sab ko mu'āf kiyā
Nayā janm diyā Rūh se bhar diyā
Āj shaitān jhuk jāegā