C Dm
Tū jo chhū jāe is maṭṭī ko
C Am7 C
Ye maṭṭī kundan ho jāe
C7 C G C F
Kumhār bane… kumhār bane jis bartan kā
C Am7 C
Vo bartan darpaṇ ho jāe
F Dm7 G C
Yesū… …Yesū …
C F Dm C G Em C
Tūfānoṅ kī hastī hai kyā jab zinda chaṭṭān pe hoṅ āṅkheṅ
C F Dm C Gsus4 Dm7 C
Tūfānoṅ kī hastī hai kyā jab zinda chaṭṭān pe hoṅ āṅkheṅ
G7 F C
Jab zinda chaṭṭān pe hoṅ āṅkheṅ
C F C Am7 C
Aṅgūr ke peṛ se paiwasta har ḍālī sāvan ho jāe
C F C Em C7 C
Tere laḳht-e-jigar ne pāk Ḳhudā baḳht-e-insān badal ḍālā
C F C Em C7 C
Tere laḳht-e-jigar ne pāk Ḳhudā baḳht-e-insān badal ḍālā
Am7 F G7 Dm7 C
Tere laḳht-e-jigar ne pāk Ḳhudā baḳht-e-insān badal ḍālā
C Fadd9 C Am7 C7
Īmān jo lāe Yesū par ambar kī dhaṛkan ho jāe
C F C Gadd9 C
Dunyā chhoṛe, chhoṛe sāthī, maṭṭī kā khilaunā hai insān
C F C Gadd9 C
Dunyā chhoṛe, chhoṛe sāthī, maṭṭī kā khilaunā hai insān
Cadd9 F7 Dm7 G F C
Dunyā chhoṛe, chhoṛe sāthī, maṭṭī kā khilaunā hai insān
C Fadd9 C Am7 C7
Gar hāth meṅ hāth ho Yesū kā to maut bhī jīvan ho jāe
View lyrics in:
Tū jo chhū jāe
Tū jo chhū jāe is maṭṭī1 ko
Ye maṭṭī kundan2 ho jāe
Kumhār3 bane jis bartan kā
Vo bartan darpaṇ4 ho jāe
Yesū', Yesū'
Tūfānoṅ kī hastī5 hai kyā
Jab zinda chaṭṭān pe hoṅ āṅkheṅ
Aṅgūr ke peṛ se paiwasta6
Har ḍālī sāvan7 ho jāe
Tere laḳht-e-jigar8 ne pāk Ḳhudā
Baḳht-e-insān9 badal ḍālā
Īmān jo lāe Yesū' par
Ambar kī dhaṛkan ho jāe
Dunyā chhoṛe, chhoṛe sāthī
Maṭṭī kā khilaunā hai insān
Gar hāth meṅ hāth ho Yesū' kā
To maut bhī jīvan ho jāe
- Miṭṭī: dirt, soil, dust ↩︎
- Kundan: pure gold ↩︎
- Kumhār: potter ↩︎
- Darpaṇ: mirror; clear/shiny ↩︎
- Hastī: entity, being ↩︎
- Paiwasta: continuous, joined, linked ↩︎
- Sāvan: happy ↩︎
- Laḳht-e-Jigar: piece of the heart; beloved child ↩︎
- Baḳht-e-Insān: destiny, fortune, luck ↩︎