G C G
Sārī srishṭi ke mālik tumhī ho
G C D
Sārī srishṭi ke rakshak tumhī ho
D C
Karte haiṅ tujhko sādar praṇām
D G
Gāte haiṅ tere hī guṇgān
G C D
Hā hā hā Hāllelūyāh
D G Em
Hā hā hā Hāllelūyāh
Em D
Hā hā hā Hāllelūyāh
D G
Hā hā hā Hāllelūyāh
G C D
Hā hā hā Hāllelūyāh
D G Em
Hā hā hā Hāllelūyāh
Em D
Hā hā hā Hāllelūyāh
D G
Ā ā Āmīn
G C G
Sārī srishṭi ko terā sahārā
G D
Sāre saṅkaṭ se hamko bachānā
D (C)
Tere hāthoṅ meṅ jīvan hamārā hai
D C G
Apnī rāhoṅ par hamko chalānā
G C G
Ham haiṅ tere hāthoṅ kī rachnā
G C D
Ham par rahe terī karuṇā
D (C)
Tan man dhan hamārā terā hai
D C G
Inheṅ shaitān ko chhūne na denā
G C G
Ab dūr nahiṅ hai kināra
G C D
Dhīraj ko hamāre baṛhānā
D (C)
Jīvan kī hamārī is nayyā ko
D C. G.
Bhav sāgar meṅ khone na denā
इन भाषाओं में देखिए:
सारी सृष्टि के मालिक
सारी सृष्टि के मालिक तुम्ही हो
सारी सृष्टि के रक्षक तुम्ही हो
करते हैं तुझको सदर प्रणाम गाते हैं तेरे ही गुणगान
हा हा हा हाल्लेलूयाह
सारी सृष्टि को तेरा सहारा सारे संकट से हमको बचाना
तेरे हाथों में जीवन हमारा है अपनी राहों पर हमको चलना
हा हा हा हाल्लेलूयाह
हम हैं तेरे हाथों की रचना हम पर रहे तेरी ही करुणा
तन मन धन हमारा तेरा है इन्हें शैतान को छूने न देना
अब दूर नहीं है किनारा धीरज को हमारे बढ़ाना
जीवन की हमारी इस नैया को भाव सागर में खोने न देना
हा हा हा हाल्लेलूयाह