F#m E (C#m) F#m
Kyoṅ tū ḍartā hai tere liye vo laṛtā hai
D E (C#m) F#m
Kyoṅ tū ḍartā hai tere liye vo laṛtā hai
A F#m E
Na rath na ghoṛe vijay dilāeṅge
F#m E D E
Jab sāth hai Masīhā jab sāth hai Masīhā
C#m F#m
Jīt ham jāeṅge
F#m E C#m7 F#m
Jīt ham jāeṅge jīt ham jāeṅge
C#m7 F#m
Ham fat’h pāeṅge
F#m7 D
Uske logoṅ ko jo bhī koī lalkārtā hai
E F#m
Bachche se phir vohī balvān ko mārtā hai
A F#m E
Dāūd jaise goliyat ham harāeṅge
D E
Jab sāth hai Masīhā…
F#m7 D
Ham leke chaleṅge apne sāth hathiyār rūhānī
E F#m
Shaitān bhī hāregā hamse dushman jo jāne
A F#m E
Yīshu nām meṅ ham to baṛhte jāeṅge
D E
Jab sāth hai Masīhā…
F#m7 D
Paiġām mahabbat kā ghar ghar pahuṅchāeṅge
E F#m
Nafrat ko bhī ham pyār se jīt dikhāeṅge
A F#m E
Yīshu ānevālā sabko batāeṅge
D E
Jab sāth hai Masīhā…
View lyrics in:
Jab sāth hai Masīhā
Kyoṅ tū ḍartā hai tere liye vo laṛtā hai
Na rath na ghoṛe, vijay1 dilāeṅge
Jab sāth hai Masīhā
Jīt ham jāeṅge
Ham fat’h pāeṅge
Uske logoṅ ko jo bhī koī lalkārtā hai
Bachche se phir vohī
Balvān2 ko mārtā hai
Dāūd jaise goliyat ham harāeṅge
Jab sāth hai Masīhā...
Ham leke chaleṅge apne sāth
Hathiyār rūhānī
Shaitān bhī hāregā ham se
Dushman jo jāne
Yīshu nām meṅ ham to baṛhte jāeṅge
Jab sāth hai Masīhā...
Paiġām mahabbat kā ghar ghar pahuṅchāeṅge
Nafrat ko bhī ham pyār se jīt dikhāeṅge
Yīshu ānevālā sabko batāeṅge
Jab sāth hai Masīhā...