G#
He srijanhār, he pālanhār
G#
Srishṭi ke ādhār, karuṇā terī hai apār
G# Fm
Terā ek vachan hai kāfī
A#m D# G#
Hālāt badal jāeṅge
G# Fm
Yīshu ek vachan hai kāfī
D# G#
Mere hāl sudhar jāeṅge
G# D# G#
Terā ek vachan Yīshu ek vachan
G# D# G#
Terā ek vachan sirf ek vachan
G#
Beḍaul thī sārī prithvī
Fm D# G#
Tere vachan se nikharī
G# A# G#
Tū ne kahā aur ho gayā
G# A# G#
Tū ne kahā aur ho gayā
Fm G#
Tū kahegā abhī aur ho jāegā
G#
Prabhu dhanya ye jīvan ho jāegā
G#
Terā ek vachan…
G#
Bīmār hue sab chaṅge
Fm D# G#
Yīshu tere ek vachan se
G# A# G#
Tere vachan kī shakti se
G# A# G#
Tere vachan kī shakti se
Fm G#
Chaṅgāī mujhe bhī mil jāegī
G#
Murādeṅ pūrī ho jāeṅgī
G#
Terā ek vachan…
G# Fm D# G#
Merī du'ā tū sun le apnī dayā barsā de
G# A# G#
Tujh par bharosā hai merā
G# A# G#
Tujh par bharosā hai merā
Fm G#
Tere wa’de sachche haiṅ Ḳhudā
G#
Ve pūre hote haiṅ sadā
G#
Terā ek vachan…
G#
Srishṭi ko rachne vālā vachan
G#
Sāmarthī aṭal Yīshu terā vachan
G#
Terā ek vachan…
G# D# G#
Ai Ḳhudā Ai Ḳhudā
G# D# G#
Mere zinda Ḳhudā ai jalālī Ḳhudā.
View lyrics in:
Terā ek vachan
He srijanhār1, He pālanhār2
Srishṭi3 ke ādhār4
Karuṇā5 terī hai apār6
Terā ek vachan hai kāfī
Hālāt badal jāeṅge
Yīshu ek vachan hai kāfī
Mere hāl sudhar jāeṅge
Terā ek vachan Yīshu ek vachan
Terā ek vachan sirf ek vachan
Beḍaul7 thī sārī prithvī
Tere vachan se nikharī
Tū ne kahā aur ho gayā
Tū ne kahā aur ho gayā
Tū kahegā abhī aur ho jāegā
Prabhu dhanya ye jīvan ho jāegā
Terā ek vachan...
Bīmār hue sab chaṅge
Yīshu tere ek vachan se
Tere vachan kī shakti se
Tere vachan kī shakti se
Chaṅgāī mujhe bhī mil jāegī
Murādeṅ pūrī ho jāeṅgī
Terā ek vachan...
Merī du'ā tū sun le
Apnī dayā barsā de
Tujh par bharosā hai merā
Tujh par bharosā hai merā
Tere wa’de sachche haiṅ Ḳhudā
Ve pūre hote haiṅ sadā
Terā ek vachan...
Srishṭi ko rachne vālā vachan
Sāmarthya aṭal8 Yīshu terā vachan
Terā ek vachan...
Ai Ḳhudā Ai Ḳhudā
Mere zinda Ḳhudā ai jalālī Ḳhudā
- Srjanhār: creator ↩︎
- Pālanhār: caretaker, provider ↩︎
- Srshṭi: creation, the Earth ↩︎
- Ādhār: foundation, ↩︎
- Karuṇā: tender mercy, compassion ↩︎
- Apār: boundless, unlimited, infinite ↩︎
- Beḍaul: void, unformed ↩︎
- Aṭal: unshakeable, immovable, firm ↩︎